Hindi Shayari for facebook

 

Hum unke intezaar mein hai who jante hai ,
Shayad isliye woh der laga rahe hai ,
Ye hamara waqt kat-ta nahin unke bina ,
Hame sata rahe hai woh yeh jante huy bhi ,
Hame yun sata ker unhe kya milta hai ,
Who ab bhi muskra rahe hai der se akar .

Hum se Chale Gaye woh Dur Kuch Pal Ke Liye ,
Hum se Dur Rehkar Bhi Karib Ho Har Pal Ke Liye ,
Hame kaise yaad na aaye aapki her pal
Ik Pal Ke Liye,Jab Dil me ho aap harpal ke liye .

Kisi ko khabr nahi ki ye dil hua hai jakhmi ,
KOi asr nahi us per mayri chahat ka ,
Hum mar jayege ho ker juda tum se ,
Ye Koi Bdi Khbr Nhi sun ker us ne kaha .

Hum nikal na jay is Waqt Ke Dayare Se ,
Is dil se hum kabhi Utar Na Jaaye ,
Yaad Dilaya Karenge roz hum aap ko ,
Bhool Na Jaaye warna kahin aap hame .

humne chaha hai jinhe wo lakho me ek hai,
ye jana hai humne wo dil ke bhi nek hai .
unki diwani to saari duniya hai,
lekin hamari o duniya he wo ek hai…..

 

 

 

 

facebook Hindi Shayari

Hamein yun hi apni saanson me basa kar rakhna,
apne dil k ek kone me basa k rakhna.
Pyaar karo na karo hamse aap tut kar,
bas apne hothon me mera naam yun hi saza kar rakhna….

Chahatein ye kaisi hain mujh me aapke liye,
na rona nasib na hansna nasib.
Kho jaata hun aapko dekh kar is kadar,
k sapne me bhi na sona nasib na jaagna nasib….

Tere Labo Ko Chu Lu Wo Sham Aa Jaye,
Tere Pyar Me Bahne Ka Pegam Aa Jaye,
Ye Zindgi To He Teri Amanat ……
Bas Mere Naam K Sath Tera Naam Aa Jaye…

Udaas Lamhon Ki Naa Koi Yaad Rakhna. . .
Toofan Mein Bhi Wajood Apna Sambhal Ke Rakhna. . .
Kisi Ki Zindagi Ki Khushi Ho Tum. . .
Ussi Ke Liye Hamesha Apna Khayal Rakhna. . .

Phool Kahu.n To Gulaab Kahu.n…
Kudrat Ka Iklauta Shabaab Kahu.n…
Kehene Ko Aur Kya Kahu.n Dhanwant…
Kahu.n Main Tujhe Lajawaab Kahu.n…

Ek dard thi unki aankhon me mere bagair,
ek aah thi unki jubaan me mere bagair.
Ro rahe the mere intezaar me wo is kadar,
k ek khoyi si junoon thi unki awaaj me mere bagair….

 

 

 

 

 

facebook sayari

Teri Dosti Ne Diya”SAKOON” itna
K Tere Baad Koi “ACHA” Na Lagey
Tujhe Karni Hai “BEWAFAI” To Is Ada Se Kar,
K Tere Baad Koi “BEWAFA” Na Lagey

Dawa-e-Dil koi laey,to neend aey.
Hmary seeny ka Dard jaey, to neend ay.
Thka huwa hy wujood sara ye mante hn,
Mgr khyalon sy tU jaey to neend aye..!

Saanso Ka Pinjra Kisi Din Toot Jayega,
Phir Musafir Raaste me Choot Jayega,
ABi Waqt Hai Baat Kar Liya Karo,
Kiya Pata Zindagi Ka”DHAGA”Kab Tot Jayga.

Sagar mei gehraayi hoti hai,
Yaadon mei tanhayi hoti hai,
Is busy life mei kaun kisko yaad karta hai,
Aur agar karta hai to uski yaado mei sachhayi hoti hai

Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,
Kitna royenge hum bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge!

Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka
Khushi bhi dhundhti hai har pal fasana aapka,
Aap udaas na hona kabhi zindagi mai,
Bohot achha lagta hai hame muskurana aapka…!

Teri palkon pe khwab rakh gaya koi
Teri saanso pe naam likh gaya koi
Chalo wada raha bhool jana hame
Agar humse achha yaar tumhe mil gaya koi

Kabhi kabhi sapne chur ho jate hain
Halaat se log dur ho jate hain
Par kuch yaadein itni haseen hoti hai ki
Unhe yaad karne ko hum majboor ho jate hain

Har raat ko chaand ka shringaar nahi milta
Har baag ko phool ka dulaar nahi milta
Maine bhi duniya dekhi hai dost
Har insaan ko aap jaisa yaan nahi milta

 

 

Face book pyar mohabbat ishq shayari

Kisi Din Teri Nazro Se Dur Ho Jayenge Hum,
Dur Fizaon Me Kahi Kho Jayenge Hum,
Meri Yaadon Se Lipat Ke Rone Aaoge Tum
Jab Zameen Ko Odh Ke So Jayenge Hum!!!

Ankhon Me Raha Dil Me Utar Kar Nahi Dekh,
Ki Kasti Ki Musafir Ne Abhi Samandar Nahi Dekha.
Patthar Mujhe Kahata Mera Chahne Wala.
Mai Mom Hoon Usne Mujhe Chhoker Nahi Dekha!!!

Ansun Nikal Aae Hain Rone Se Pahale
Har Khwab Toot Jaatein Hain Sone Se Pahele,
Ishq Hain Gunaah Ye To Samaz Main Aagaya
Kaash Koi Rok Letha Ye Hone Se Pahele!!!

Phool khilte hai bahaaron ka samaa hota hai,
Aise mausam mein hi toh pyaar javaan hota hai,
Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
Yeh fasaana toh nigaahon se bayaan hota hai.

Mohabbat Yoon Nahi Hoti Kisi Ka Naam Lene Se Kisi Ko Thaam Lene Se Kisi Ke Paas Jaane Se Kisi Ke Door Jane Se Mohabbat Ka Janam Nahi Hota Jab…

Hum Kuch Youn Teri Yaad Ke Sapne Bunte Hain Aik Aik Lumhaa Hum Gin Kar Ashakon Se Bahate Hain Itni Dur Tu Betha Hai, Meri Mohabbat Ki Shiddat Ko Tu Ja…

yaado main kabhi aap bhi khoye hoge

khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge

maana hasna hai aadat gum chupaane ki

par haste haste kabhi aap bhi roye hoge..

labo pe geat to aankho mei khwab rakhte the..

kabhi kitabo mei hum bhi gulaab rakhte the ..

kabhi kisi ka jo hota tha intezar humei..

bada hi sham o sehar ka hisaab rakhte the…

Yaad toh har koi karega jaane ke baad

sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad

kaun kitni mohabbat karta hai

nazar aajayega mar jaane ke baa

Yaad toh har koi karega jaane ke baad

sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad

kaun kitni mohabbat karta hai

nazar aajayega mar jaane ke baa

 

TOP FaceBook shayari

 

Paker khushiyan behak jate hain hum
Paker gum bhi muskurate hain hum
Tanhai mein jab yaad aati hai tumhari
jamane ko kaya khud ko bhul jate hain hum

Najar jhuki to parmana bana
Dil tuta to mehkana bana
Kuch na kuch to jaroor hai aap mein
Yu hi nahi mein aap ka diwana bana

 

Jete hain tera naam leker
Marne per ilzam hoga
kafan utha ker dekha
Hothon per tera naam hoga

 

Khushiyon ka ek sansaar leker aayenge
Patjhad mein bhi bahar leker aayenge
Jab bhi pukarenge pyar se aap hume
Zindagi se saanse udhaar leker aayenge

Kyun kisi se itna lagao ho jata hai
Ek din ka intezaar bhi dushwar ho jata hai
Lagne lagta hai apna bhi paraya
Aur ek ajnabi per aitbaar ho jata hai

Andhe se roshni ka haal mat pucho
Apahiz se bhadne ki chaal mat pucho
Tum aate ho hume yaad kitna
Dard-E-Dil se aisa sawaal mat pucho
`

Aankhon mein aansu ki lakeer ban gayi
Socha na tha aisi takdir ban gayi
Humne to yu hi pheri thi ret mein ungiliyan
Dekha to aapki tasvir ban gayi

Kabhi kabhi dil udaas hota hai
Halka sa aankho ko ahsaas hota hai
Jhalakta hai aankhon se aansu
Jab aap ke door hone ka ahsaas hota hai

Jab jab hum najdik aye duri bhadti rahi
Ye najare tumhari tasvir adhuri gadti rahi
Tumhe samjhane ki humne lakh koshish ki
Per her baar mun ki majburi bhadti rahi.