humdard shayari

Tum Ne Baarish Ko
Mehaz Barasty Dekha Hy
Main Ne Baarisho’n Ko
Kuch Kehty Sunty Dekha Hy
Tum Dekhty Ho Baarisho’n
Ki Jal Thal Har Saal
Main Ne Barsaat Ko Bar-ha
Palko’n Pe Machalty Dekha Hy
Kese Maango’n Phir Barasta
Saawan Apne RABB Se ???
k In Aankho’n Ne Bastiyo’n Ko
Saawan Mein Ujartay Dekha Hy
Seekh Gaye Hum Baarsiho’n Ko
Apne Andar Utaarnay Ka Fun
Aur Phir Sab [...]

 

hindi umeed shayari

Kub Tak Dil ka Aaine Main Mera Aks çhupaoge
Kab Tak Rahoge khafa kabhi To Maan Jaoge
Mujhe ßhoolne ki çhah Main kahien khud ko Na ßhula Dena
Dil k §abhi Raston Main §irf Mujhe Hi Paoge
Mera Aks Tumhari Ankhon Main Har Pal Jhilmilata Hy
Mohabbat ki Haqeeqat ko kab Tak Jhutlaoge
Rasm-E-Duniya He §amajh ka kabhi To Izhaar kar [...]