umeed shayari aur dard shayari Posted on June 25, 2012 by Muzamil eik raat hoi barsaat bohat main royaa saari raat bohat har ghum tha zamaanay ka lekin main tanha tha us raat bohat phir aankh say ik saawan barsa jab sehar hoi to khayaal aaya woh baadal kitna tanha tha jo barsa saari raat bohat Digg Digg