facebook sayari

Teri Dosti Ne Diya”SAKOON” itna
K Tere Baad Koi “ACHA” Na Lagey
Tujhe Karni Hai “BEWAFAI” To Is Ada Se Kar,
K Tere Baad Koi “BEWAFA” Na Lagey

Dawa-e-Dil koi laey,to neend aey.
Hmary seeny ka Dard jaey, to neend ay.
Thka huwa hy wujood sara ye mante hn,
Mgr khyalon sy tU jaey to neend aye..!

Saanso Ka Pinjra Kisi Din Toot Jayega,
Phir Musafir Raaste me Choot Jayega,
ABi Waqt Hai Baat Kar Liya Karo,
Kiya Pata Zindagi Ka”DHAGA”Kab Tot Jayga.

Sagar mei gehraayi hoti hai,
Yaadon mei tanhayi hoti hai,
Is busy life mei kaun kisko yaad karta hai,
Aur agar karta hai to uski yaado mei sachhayi hoti hai

Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,
Kitna royenge hum bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge!

Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka
Khushi bhi dhundhti hai har pal fasana aapka,
Aap udaas na hona kabhi zindagi mai,
Bohot achha lagta hai hame muskurana aapka…!

Teri palkon pe khwab rakh gaya koi
Teri saanso pe naam likh gaya koi
Chalo wada raha bhool jana hame
Agar humse achha yaar tumhe mil gaya koi

Kabhi kabhi sapne chur ho jate hain
Halaat se log dur ho jate hain
Par kuch yaadein itni haseen hoti hai ki
Unhe yaad karne ko hum majboor ho jate hain

Har raat ko chaand ka shringaar nahi milta
Har baag ko phool ka dulaar nahi milta
Maine bhi duniya dekhi hai dost
Har insaan ko aap jaisa yaan nahi milta

 

 

One thought on “facebook sayari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

You may use these HTML tags and attributes: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <strike> <strong>